Success
How to get success?
Yeh sawal bahato ke man me ata hoga , ki ham success kese honge ? Kab honge? wagera wagera..
success kon hona nehi chahata he! sab hona chahate he . lekin hote bohat kam log.
kiun nehi ho pate sare log? to chaliye discus karte he is tipic per.......
Man lijia sare bij(sid) ke pas ped(tree) ban ne ki kabiliyat hoti he lekin sab ped ban nehi pate . unme se kuch ya bahat kam ped ban pate he.Is ke piche reason kya he? reason ye he ki sab ko sehi se environment support nehi kar pata.
wese hi hamare pass bhi success hone ke liye kabliyat to sabhi ke pas hota he, lekin hame jo support chahiye hame nehi mil pata, lekin yahan environment nehi hamara mind hame support nehi kar pata.
Kuch log bolenge ki" hame kisine support nehi kia" Thats wrong. ye sirf ap apni galti ko chhupa rehe ho.
Hamare india me ase bahat sare 'self made' persons he .businessman he,employs he, actor he, dancers he or bhi bahat sare field me he.
some important point
1 - Set your mind
Bahat sare log kya karun soch ne me hi sara time weast kar dete he. ap ke pas itna time nehi he soch ne ko bas ap itna sochiye ki ap ko kon se kam me ho/study me ho jyada interest he, ya kon se kam ap sabse acha kar sakte he or usi me mind set kar ke age badh jaiye.
2 - Give full effort to your work
Ap jo bhi karen usme ap ki puri takat laga dijiye. Asa nehi he ki aj kiye or kal man nehi karega to usko chhod doge.acha ho bura ho karte jaiye success ak na ak din jarur hoga.
3 - Be stabal
Starting me thode bahat problem asakte he, usko achese face kana hoga.or usi se ap ko experience milega.
4 -Make a goal
ap apne liye ak goal bana lijiye .or apne mind me ye set kar lijiye ki kuch bhi ho jaye mujhe ye goal achieve karna he.
5 - Don't listen who demotivate you
Ap ko ap ke carrer me bahat sare ase persons milenge ki jo apko support nehi demotivate karenge. may be ap ke upar koi hass(laugh) sakte he . bolenge ki ye tum se nehi ho payega.to unki bat mat sono.ap apne age badhte jaiye.
6 - Don't afraid to fail
Ap jab bhi kuch start karenge to bo ak dum se chalne nehi lagega.usko time chahiye hota he. lekin thoda din me ho sakta ki ap tut jaye, or ap sochenge ki sayad ye ap se na hopayega.lekin ap ko tut na nehi he. or app apne galtion se kuch sikh ke age badh te chaliye.
7 - Take advice from expert
App ke field me jo experience person hoga app unke sath contact karke app unse advice lesakte he taki ap apke problem face kar sake.
8 - Analysis
Hamesa time to time apne work ko analysis karna chahiye taki app ko pata chale ki app kitna grow kar reheho ya fall kar rehe ho, taki usi hisabse ap apna forther step le sako
0 Comments
If you have any doubt, please let me know.